Search This Blog

Wednesday, February 23, 2011

Khat

Raat-raat bhar
Jaag-jaag kar
Nazmon ki shaql mein tumko
Kitne hi khat likhta tha

Kitna arsa guzar gaya ab
Nazmein khana bhool gaya hoon
khat likhna ab chhod diya hai
Pata tumhara badal gaya hai!